Some of my stuff
My Poems
================== U S A ==================
Dhupbhari raah mein
Jindagi ki chaav mein
Nikal Padee hum
uu aisse..U S A <<1>>
===============================================
=============KAVI AURR KAVITA==================
Shabdo ka occhapan aurr unka saath rahne se inkar
mujhe de raha hai pukar
Shangya oo ka dhinlapan aurr unka madhur sangam
le raha hai akar
Bhozhal hoti hui uski chavi mein
Mere shabd le rahe ho rahe hai vilin
Shikudte hue vakya bana rahe hai
ek kavita navin
tere rup mein hai vo shunehrapan
ki jisse shyam bhi sharma jaye
tere kesso mien hai vo kap
ki jisse viran ghata bhi kadak jaye
tere aparichay mien hai itne najakat
tu tera pas ana yakinan hoga kayamat
tu dhul se lipti ho ya baraf se saji ho
arthat tu gori ho ya kali ho
tere ada mein hai itna shanyojan
usne kar diya hai mere dil ka vibhajan
---------------------------------------------
My Writings